“Bhaiyya ye top dikhana.” “Ai Chotu, zara XL mein red top lana.” (I didn’t tell you my size. Please stop guestimating.)
“Madam, size barabar se dekho, haan. Badme change nahi hoga.” (WTF)
“Hamare pas dress material aur darji bhi hai.” (Maine poocha kya ?)
“Bhaiyya ye top dikhana.” “Is piece mein large tak hi aata hai.” (Again, will you stop sizing me up ? Its offensive.)
“Ye color heavy logon par mast dikhta hai.” (Abhi mera heavy haath tujhpe uthega.)
“Anarkali lo madam… ek dum slimming effect aata hai.” (You should be my stylist !)
“Medium size ?! Kisi ko gift karne ka hai ?” (Tumse matlab ?)
“Jeans? Aapke size mein ? Dekhna padega…” (Really ?! Coz, believe it or not, the pair of jeans I’m wearing, were actually made on earth.)
“Aiiye madam… bohat suits hain. Aapke size mein bhi milega.” (About turn.)
“Itna margin hai is kurte mein. Aapko kya, kisi ko bhi aayega.” (Haan, teri biwi ko bhi.)